Bisate-Hyder

Welcome to the bisat-e-hyder' s new English Version...

   Gazal-110:


MAI TO KHUSHBO HUN MEHEKTA HUN GULSHAN-GULSHAN
KABHI NAGMA KABHI MEHPHIL KABHI RAQIBON KE DAMAN-DAMAN

AABRO BAN KE UFAQ PER UBHRONGA CHAMAN WALOON
WOH ANJUMANE AARA KA GUL HUN DEKHIYE CHAMAN-CHAMAN

ROKHE-ZEBA KIYA HAI DILDEKHIYE MERA FUN DEKHIYE
MAI NAGMA SARA HUN DEKHIYE BUS ANDAZE GUFTAN-GUFTAN

DILE-NADAN KO DHARAK NE DO AGAR DAHRAKTA HAI
EK PAIGAM CHOPA HAI JHUM KE AAYA SAWAN-SAWAN 

ZULFE AMBREE KE SAYE MAI EK BAR TO LIJIYE 
KHUB GUZRE GI AYE JAANE HAZIN DEEDAR CHILMAN-CHILMAN

YE NAGMAGI SAAZ PER GAYI HUYI JO GAZAL HYDER
DIL KO CHO RAHI HAI AAWAZE KHUSHBO ANGAN-ANGAN

*************************************************************************** 
ILM INSAN KO INSAN BANATA HAI
SUCH TO HAI YE KE FARMAN BANATA HAI

ILM KITABO MAI HAI EK RAAZE PINHAN 
ILM PARH LO TO AYWAN BANA DETA HAI

CONTINUE

***************************************************************************