Bisate-Hyder

Welcome to the bisat-e-hyder' s new English Version...

   Gazal-80:

TARIF KARO IS DHARTI KI QURBAN HO JAO IS DHARTI KE
JIS DHARTI NE SABKO JANAM DIA WARDAN HO JAO IS DHARTI KE

JANM LIYA HAI IS DHARTI PER KRISHNA MURARI RAMCHANDRE
SITA JAISE SAVITRE DEVI AUR BHIM SING BAHADUR
IS DHARTI KI LAJ NA JAYE RAKHNA APNI NAZAR 
TARIF KERO IS DHARTI KI QURBAN HO JAO IS DHARTI KE

AAO GALE MIL JAYE HUM APAS MAIN HAIN BHAI BHAI
DHARM KI KOI BAT NAHI IS DHARTI KE HAIN SHAIDAI
SHAN BHARAO AAN BHARAO AUR JANTA KI EKTAI
TARIF KERO IS DHARTI KI QURBAN HO JAO IS DHARTI KE 

BAHTI HAI IS DHARTI PER YARO GANGA AUR JAMUNA 
PREM KE BANDHAN MAIN BANDHI HAI APNI YEH SAB JANTA 
IS GANGA JAL KI TARHA HAI HAR JANTA KA MAN CHANGA 
TARIF KERO IS DHARTI KI QURBAN HO JAO IS DHARTI KE

FARMAN YAHI QURAAN KA HAI APAS MAI HO MILLAT AUR BHAI CHARA 
PAHECHAN YEHI INSAN KI HAI HAR KAUM MAIN JO HYDER HO PAYRA 
GEETA KI BHE UPDESH YEHI NAFRAT NA KAROO HARGIZ GAWARA
TARIF KERO IS DHARTI KI QURBAN HO JAO IS DHARTI KE
                                                                                                                                                                                                                                                                                                            

Next

"poem,urdu,urdu shairy,urdu nazm,urdu ghazal,urdu adab,urdu mehfil,urdu tehzeeb, urdu poem,buzme urdu,urdu ki duniya,urdu ki shaboroz,gazal,urdu poetry,ghazal,shayari,mushayara kavita,sher,books,country,aftab,wahashatedil,merehumdam,nahinwaqif,jaamegum,taskeenemuhabbat,chah,wiran, ashk,shokh,tajalli,gum,gamehayat,zannat,nigahein,diwana,fareb,nasha,ruswa,aina,aaina,nagma,naghma, eqrar,iqrar,chhupna,jeenat,mumkin,jajba,zazba,tasleem,rukheroshan,wayez,waayej,nasihat,baqa,baka, saqui,saki,tashnagi,sitam.seetam,zabt,meena,mina,khak,maykashi,mahezabi,mahejabi,zoq,joq,maykada, justaju,ishq,maaji,maajhi,maazi,kafas,taig,chaman,mahsoos,sharminda,thokarein,shaakh,shakh,maut, guncha,gooncha,intekhab,intakhab,daaman,dilebismil,nakamian,ikhlas,muradein,hasrat,khushi,jindagi, jalwa,haseentohfa,haseen,tohfa,tasalli,dawaa,aah,aangan,syla,sila,tassawoor,tassawur,faslein,nokekalam, taajmahal,dharati,dharti,qurbaan,nadan,naadan,maaheanjum,anjum,kali,meharbaan,raaj,kataat,aasmaan,qataat, geet,tarein,rang,nazarein,aap,aqsar,aksar,sawan,subaha,phool,jaanehaji,payaana,zanzeer,yateem,bharat, zustazu,justaju,momin,haq,taqbeer,khof,talkhiyan,hadeinnazar,girebaan,baykhudi,baikhudu,pachhi,julf,zulf, julfein,gardish,lachak,sahara,mustana,surahi,rangeeniyan,lahad,rangeenian,payaam,fariyaad,maqabil,ijhaar, izhaar,aashiqui,mahafil,jawaani,lutfa,lutf,faslegul,gul,sadque,sadkein,gulistan,kaffas,naqsh,nafratein, nafrat,majra,aagaaz,aagaaj,fitrat,tauba,toba,gunjaish,aansu,must,ghata,pyas,shaam,adaa,naachar,ajaab, isharaa,badnaam,junoon,shadaab,pinha,zaalim,zulm,majboor,guila,gila,gaisu,hij,furkat,furqat,paakiza, shabaab,UP,uttar pradesh,bihar,patna,rajasthan,kota,tonk,ajmer,jaipur,udaipur,andhra pradesh,hyderabaad, hyderabad,kolkata,jammu,kashmir,jammu and kashmir,maharshtra,mumbai,gujrat,ahmedabad,luckhnow,delhi, new delhi,merut,aligarh,chenai,orisa,bhuveneshwar,urdu adab,urdu directory,punjab,amritsar,ludhiana, hariyana,west bengal,himachal pradesh,shimla,UP,Rajasthan,uttar pradesh,delhi,new delhi